-
- Ahkam Masail
Aao Eemaan Ki Baatein Karein
- "Aao Eemaan Ki Baatein Karein" Dr. Sayyad Shafiqur Rahman ki ek roohani, aasan aur dilkash kitaab hai jo Eemaan (faith) ke bunyadi arkaan aur uske taqazon par mushtamil hai. Yeh tasanneef sirf aqeeday ke nazariyati pehluon ko hi nahi, balkay Eemaan ko roz marrah ki zindagi mein kaise utara jaye is par bhi aasan aur amali (practical) guftagu karti hai.…

